-->

  • Add Link in Comment Box

    Blogger Blog ke comment box me link kaise add kare ya share kare



    Hello Guys iss post main aapko Blog ke comment box me link kaise add kare ya blog ke comment box me link kaise share kare ye batane wala hu..Friends aap mese bhut se log ब्लॉगर honge. or blogging me sirf ब्लॉग banane se kuch nahi hota. Hume uspar acchi post likni hoti hai. Or un post ko social networking site jaise facebook, twitter, Google+ etc par share karna hota hai. Itna hi nahi hume apni site ke liye backlinks bhi banane hote hai.

    Comment box kya hota hai ?

       aap me se abhi kuch log कमेन्ट बॉक्स ke bare bhi nahi jante honge. कमेन्ट बॉक्स post ke niche show hota hai. कमेन्ट बॉक्स alag alag tarah ke hote hai. Jaise disqus, email, wordpress कमेन्ट बॉक्स etc कमेन्ट बॉक्स ka example dekhne ke liye niche image dekhe..


    Comment me link ko code dwara add kare ?

    ye tarika ek dum simple jisse aap asani se  use kar sakte hai isske liye niche diye steps ko follow kare-

     ( <a href=”site url”>Url name</a> )

    aapko upper diye code me ‘site url’ ki jagah apni site ka लिंक add karna hai ‘url name’ ki jagah aap jo name dalage vo कमेन्ट me show hoga.

    ( <a href=”http://www.kumaratuljaiswal.blogspot.com/”>Hacking Truth</a> )


    Iss code me लिंक me Maine apni site ka लिंक dala hai or url name ki jagah kumaratuljaiswal.blogspot.com dala hai to कमेन्ट me Hacking Truth  show hoga or jab koi HACKING TRUTH par click karga to vo mere site 

    kumaratuljaiswal.blogspot.com par punch jayga.

  • 2 comments:

    For Any Tech Updates, Hacking News, Internet, Computer, Technology and related to IT Field Articles Follow Our Blog.